Friday 12 October 2012

Chup Chup Ke Milta Nahin

Pehle kabhi hua karti thi,  dil se meri dosti
Pehle kabhi raha karta thaa, yeh dil mere paas hi,
Phir hua isse jaane kya, mujhko hua na khabar,
Mera sab kuch le gaya, mujh se bachha ke nazar,
Kehne ko hain mera, par mere sunta nahin,
Kahin yeh tere dil se toh, chup chup ke milta nahin,
Nahin toh mere seene se yeh dil nikalta nahin.

Kuch iss tarah milta hain jaise ajnabi,
Aur mere iss halat pe khata taras bhi nahin,
Jaane kiske dhang mein, khud ko hain dhale huey,
Mere kitne hi raaz hain, khud mein sambhale huey,
Par iske raaz hain, mere liye raaz hi,
Kahin yeh tere dil se toh chup chup ke milta nahin….

Film: Rush; Singer: Shaan; Music: Pritam

Wednesday 10 October 2012

Hale - Dil - Tujhko - Sunata

Hey kash kash yun hota,
Har sham saath tu hota,
Chup chap dil na yun rota,
Har sham saath tu hota,
Guzara ho tere bin guzara,
Ab mushkil hain lagta,
Nazara ho tera hi nazara,
Ab har din hain lagta

Hale dil tujhko sonata,
Dil agar yeh bol pata,
Bakhuda tujhko hain jaata jaan,
Tere sang jo pal bitata,
Waqt se main who mang lata
Yaad karke muskurata haan….wooooo….

Tu mere raah ka sitara, tere bina  hun mein  aawaran
Jab bhi tanhayi ne sataya, tujhko besaakhta pukara
Chaahat hain mere laa fannaa, par meri jaan dil mein hun rakhta..haaann
Hale dil….

Khwaboon ka kab tak loon sahara, ab toh tu aaja khudara
Meri yeh dono pagal aankhen, har pal mange tera nazara
Aa samjhayun inko kis tarah, inpe mera bas nahin chalta…haann…
Hale dil….
Singer: Harshit Saxena; Lyrics: Sayed Qadri; Music:Harshit Saxena;