Friday, 28 September 2012

Khwahishen

Khwahishon ka chehra kyun
Dhundla sa lagta hain
Kyun anginat khwahishen hain
Khwahishon  ka pehra kyun thera sa lagta hain
Kyun yeh galat khwahishen hain
Har mod par phir se mud jaate hain
Khilte hua pal mein murjhati hain
Hai besharam phir bhi sharmati hain kwahishen
Zindagi ko dheera dheere dasti hain kwahishen
Aansun ko peete peetee, hasti hain kwahishen
Uljhi hue kashmakash mein, umar kaat jaati hain

Aankh mich jaye jo ujjalon mein
Kis kaam ki aise roushni
Ooo bhatka ke nalaye jo kinaron pe
Kis kaam ki aisi kashti
Aandhi har dhere se laatti hain
Vaada kar dhoka de jaati hain
Muh pher hass ke chiddhati hain kwahishen
Zindagi ko……

Singer: Shreya Ghoshal; Lyricist:Irfan Siddiquie; Music: Salim – Suleman

Monday, 24 September 2012

Ishq Wala Love

Surk wala, sauz wala, faiz wala love
Hota hain jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Hua zo dard bhi kabhi toh aaj kuch zyaada hua
Yeh kya hua kya khabar yehi pata hain zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua magar mujhko zyada hua
Ishq wala love

Meeri neend jaise pehli baar tutti hain
Aankhen band kar ke dekhi hain maine subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love

Jhanke  badalon ki jaali ke peche se
Kare chandni yeh mujhko ittala
Leke nor saara chand mera yahin pe hain chhupa chhupa hua
Ishq wala love….Hua jo dard bhi kabhi toh aaj kuch zyada hua …..

Jo aisa hota ,  Jo milte tum ho jaate gum saath mere
Hote hote hoga samjhaye hum tham jaye tum
O dil mere,   Toota zyada zyada taara jab gira
Zaara zyada zyada mangu dil tera
Kabhi zyada zyada mane na dil yeh sarphira
Ishq wala love…..Hua jo dard bhi kabhi toh aaj kuch zyada hua …..
Singer:Shekhar, Salim Merchant, Neeti Mohan;  Lyrics: Anvita Dutta;  Music: Vishal-Shekhar

Tuesday, 18 September 2012

Iss dil ka mein kya karun

Dil yeh mera bas mein nahin
Pehle kabhi aisa hota thaa nahin
Tu hi bata …iss dil ka mein.. ab kya karun
Hmm.. Kehne pe chalta nahin
Kuch dinon se meri bhi suntan nahin
Tu hi bata is dil ka mein ooh uff main kya karun
Main kya karoon….

Karta hai aawargi
Iss pe toh dhun  chadhi, hai pyar ki,
Naa jaane gum hain kahan?
Baton mein hain pada, bekaar ki
Ulti ye baat hain, aise  halat hain
Galti kare yeh mein bharun
Uff dil ka kya karun…Main kya karun…..

Dil  pe mera,kabuu nahin
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahin
Tu hi bata iss dil ka mein ab kya karun
Hmm…kehne pe chalta nahin
Kuch dinon se , meri bhi sunta nahin
Tu hi bata is dil ka mein ohhh uff mein kya karun

Mein kya karun….
Singer: Nikhil Paul George; Lyricist: Aashish Pandit; Music: Pritam

Monday, 17 September 2012

Abhi Abhi

Abhi abhi toh mile ho, abhi na karo chootne ki baat
Abhi abhi toh pasand aaye ho, abhi abhi roothne ki baat
Abhi abhi toh roushni aaye, abhi na karon muh chupane ke baat
Abhi abhi zindagi shuru hain, abhi abhi tham jane ki baat

Hum toh hare mahiya re, moonde naina, neend tihare

Tere bazuyon mein mere chahate samaye
Tere dhaadkano ko mere dhadkane sunaye
Tere khwahisho se mere khwahishe riha hain
Tere karwaton se mere daastan bayan hain
Kya sukoon, kya junoon, humnawa…..

Abhi abhi dil ke suni hain, abhi na karon zamane ki baat,
Abhi abhi baatein ruki hain, abhi abhi dohrane ki baat,
Abhi abhi aawargi aayi, abhi na karon sambhalne ki baat,
Abhi abhi zindagi shuru hain, abhi na karon tham jane ki baat

Who subah toh bewajah ho ke gujre bin tumhare jiski raat

Tere bazuyon mein mere chahate samaye……

Hum toh hare mahiya re, moonde naina, neend tihare………..

Singer: KK, Lyrics: Arko & Munish;  Music: Arko

Saturday, 15 September 2012

Ishaqzaade

Ik aur badne lage jo,Ik dor bandne lage jo
Ik shor karne lage jo do dil
Ik chal chalne lage jab, Ik dhal dhalne lage jab
Ik thal chakne lage jab do dil
Judne lage lage  do dilon ke jab kinare
Udne lage
Ishaqzaade ….

Hoo…dil pe job hi bair beeta
Dil pe job hi bair beeta, tere khair pe vaar diya
Jal jala kar job hi jeeta, tere pyar pe haar diya
Humko khud mein shamil kar le, ab toh khud ke kabil kar le
Rang tumhare….rang jayenge, Sang tunhare ….sang jayenge
Ishaqzaade….

Hoo…seele seele sapne apne
Seele seele sapne apne, pyar ke dhoop se sokhenge
Neele naino ke do nehre, dil ke bandh se rokenge
Khaak se khwabon ko bun le, raakh se bhi khushiyan chun le
Bhujte jalte, chalte jaye, girte uthte barte jaayen
Ishaqzaade….

Singer: Javed Ali; Lyrics: Kausar Munir; Music: Amit Trivedi