Tuesday 18 September 2012

Iss dil ka mein kya karun

Dil yeh mera bas mein nahin
Pehle kabhi aisa hota thaa nahin
Tu hi bata …iss dil ka mein.. ab kya karun
Hmm.. Kehne pe chalta nahin
Kuch dinon se meri bhi suntan nahin
Tu hi bata is dil ka mein ooh uff main kya karun
Main kya karoon….

Karta hai aawargi
Iss pe toh dhun  chadhi, hai pyar ki,
Naa jaane gum hain kahan?
Baton mein hain pada, bekaar ki
Ulti ye baat hain, aise  halat hain
Galti kare yeh mein bharun
Uff dil ka kya karun…Main kya karun…..

Dil  pe mera,kabuu nahin
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahin
Tu hi bata iss dil ka mein ab kya karun
Hmm…kehne pe chalta nahin
Kuch dinon se , meri bhi sunta nahin
Tu hi bata is dil ka mein ohhh uff mein kya karun

Mein kya karun….
Singer: Nikhil Paul George; Lyricist: Aashish Pandit; Music: Pritam

No comments:

Post a Comment