Monday, 26 November 2012

Jiya Lage Na

Mann tera jo rog hain
Mohe samajh na aaye
Paas hain jo sab chod ke
Dur ko paas bulaye
Jiya lage na
Tum bin morah jiya lage na(3)

Kya jaane kyun hain
Kya jaane kaisi andekhi si dor hain
Jo khechti hain jo le chali hain
Ab yun mujhe teri ore
Ho..main anjaani hun who kahani
Hogi na jo puri (2)
Paas aaoge toh paoge (2)
Phir bhi hain ik doori
Jiya lage na…

Mann ab tak jo bujh na paya
Tum wooh paheli ho
Koi na jaane kya wooh rahasya hain(2)
Jiski saheli ho
Ho…main muskaun sabse chupayun
Vyakul hun din raen (2)
Ho…kab se na aaye nainon mein nindiya (2)
Mann mein na aaya chain
Jiya lage na.....
Singer: Sona Mohapatra & Ravindra Upadhyay; Lyrics: Javed Akhtar; Music :Ram Shampath; Movie: Talash

Sunday, 25 November 2012

Yeh Jo Halki - Halki Khumariyan

Yeh jo halki halki khumariyan
Hain muhabbaton ki taiyarian
Aaaa

Kaise kahun kaise bhala roke tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se
Peeta jayun main toh yaara teri inn mehki nigahon se haye
Teri inn mehki nigahon se
Ab jo galat thaa who bhi sahi hain
Behosh bhi hun pee bhi nahin hain
Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumarian
Hain muhabbaton ki tayyarian
Hain muhabbaton ki tayyarian
Yeh jo halki halki khumarian
Kaise kahun kaise bhalla roke tu …..

Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume (2)
Uff tere shaitaniyan
Sarr pe chaddana inhe itna banaya inhe
Uff  hue deewaniyan
Mujhpe yeh hasti hain
Yeh zulfe kyun mere tarah mazti hain
Ab jo galat thaa wohh bhi sahi hain …

Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de (2)
Jo kisi ko na diya ho
Mujhe wohh innaam de de
Tere aarzoo karun main
Tere khwab main sajayun
Hote job hi aashique ke
Mujhe saara kaam de de
Ho saare kamon ka
Hai jo hardaana
Pee lana paimana
Aankhon aankhon mein
Jo maine socha yeh
Jo maine chaha yeh
Chala jaye na koe door na re na re na
Ab jo galat thaa wohh bhi sahi hain….

Singer : Rahat Fateh Ali Khan; Lyrics: Irshad Kamil; Music: Sajid – Wajid; Movie: Son of Sardar

Monday, 12 November 2012

Kyun Main Jagoon

Kyun Main Jagoon
Mujhe yunhin karke khwabon se juda, Jane kahan chupke baitha hain khuda
Janu na main kab hua, Khud se gumshuda
Kaise jiyu, ruh bhi mujhse hain juda

Kyun meri rahen mujhse poonche  ghar kahan hain
Kyun mujhse aake, dastak poonche dar kahan hain

Rahen aise jinki manzil hi nahin
Dhondo mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hain kahin aur dhadkan hain kahin
Ssansen hain magar kyun zinda main nahin

Ret bani hathon se yun beh gayi,
 Taqdeer meri bikhri har jagah
Kaise likhyun phir se nayin dastan
Gam ki syahi dikhti hain kahan
Rahen jo chuni hain mere thii razza
Rehta hoon phir kyun khud se hi khafa
Aise bhi hue thii mujhse kya khata
Tune jo mujhe di jeene ki saazaa
Bande tere maathe pe hain jo khiche
Bas chand lakeeron jitna hain jahan
Aanson mujhko mita keh rahe
Rabb ka hukkum na mitta hain yahan
Rahen aise jinki manzil hi nahin
Dhondo mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hain kahin aur dhadkan hain kahin
Ssansen hain magar kyun zinda main nahin

Kyun main jagoon aur wooh sapne booo rahan hain
Kyun mera rab yun
Aankhen khole so raha hain
Kyun main jagoon

Monday, 5 November 2012

Phir Le Aaya Dil

Phir le aaya dil majboor kya keeje
Raas na aaya rehna door kya keeje
Dil keh raha use makammal kar bhi aaoo
Wo jo adhuri si baat baki hain

Karte hain hum aaj Kabul kya keeje
Ho gaye thii jo humse bhul kya keeje
Dil keh raha use mayassar kar bhi aao
Who jo dabi si aas baaki hain

Kismet ko hain yeh manjoor kya keeje
Milte rahen hum badastoor kya keeje
Dil keh raha hain use musalsal kar bhi aao
Who jo ruki si chah baki hain
Singer: Arijit Singh; Lyrics: Sayeed Quadri; Music : Pritam; Film: Barfi

Sunday, 4 November 2012

Jiya Jiya Re

Chale re chale re
Junoon ko liye
Katra, katra lamho ko diye
Pinjre se udaa dil ka shikra
Khude se maine ishq kiya re
Jiya jiya re jiya re…..

Choote chote lamho ko
Title jaise pakdo toh
Hathoon mein rang reh jaata hain
Pankho se jab chodo toh
Waqt chalta hain
Waqt ka magar rang uttar ta hain Akira
Udte udte phir ek lamha
Maine pakar liya re
Jiya jiya re….

Halke halke pardon mein
Muskurana achha lagta hain
Roshni jo deta ho toh
Dil jalana achhhaa lagta hain
Ek pal sahi, umr bhar issey saath rakhna Akira
Zindagi se phir ek wada maine kar liya re
Jiya jiya re jiya re….
Chali re chali re….

Music: A.R.Rehman;  Lyrics: Gulzar; Singer: Neeti Mohan; Film :Jab Tak Hain Jaan

Thursday, 1 November 2012

Raabta

Kehte hain
Khuda ne iss jahan mein
Sabhi ke liye kisi na kisiko hain
Bannaya har kisi ke liye
Tera milna hain us rabb ka ishaara
Mano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hain tujhse raabta kuch toh hain tujh se raabta
Kaise hum jaane humne kya pata kuch toh hain tujhse rabbta
Tu humsafar hain, phir kya phikar hain
Jeene ki wajah hi yahi, marna isse ke liye
Kehte hain….

Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya
Guzarta sa lamha ek damman bhar gaya
Tera nazaara mila, roushan sitara mila
Taqdeer ki kastiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hain jaise zindagi ke liye
Teri saubaat mein duaayen hain ussi ke liye
Tera milna hain us rabka ishaara
Mano mujko banaya tere jaise hi kise ke liye
Kehte hain…
Lyrics: Amitabh Bhattacharya; Singer: Shreya Ghoshal; Music :Pritam