Sunday, 25 November 2012

Yeh Jo Halki - Halki Khumariyan

Yeh jo halki halki khumariyan
Hain muhabbaton ki taiyarian
Aaaa

Kaise kahun kaise bhala roke tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se
Peeta jayun main toh yaara teri inn mehki nigahon se haye
Teri inn mehki nigahon se
Ab jo galat thaa who bhi sahi hain
Behosh bhi hun pee bhi nahin hain
Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumarian
Hain muhabbaton ki tayyarian
Hain muhabbaton ki tayyarian
Yeh jo halki halki khumarian
Kaise kahun kaise bhalla roke tu …..

Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume (2)
Uff tere shaitaniyan
Sarr pe chaddana inhe itna banaya inhe
Uff  hue deewaniyan
Mujhpe yeh hasti hain
Yeh zulfe kyun mere tarah mazti hain
Ab jo galat thaa wohh bhi sahi hain …

Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de (2)
Jo kisi ko na diya ho
Mujhe wohh innaam de de
Tere aarzoo karun main
Tere khwab main sajayun
Hote job hi aashique ke
Mujhe saara kaam de de
Ho saare kamon ka
Hai jo hardaana
Pee lana paimana
Aankhon aankhon mein
Jo maine socha yeh
Jo maine chaha yeh
Chala jaye na koe door na re na re na
Ab jo galat thaa wohh bhi sahi hain….

Singer : Rahat Fateh Ali Khan; Lyrics: Irshad Kamil; Music: Sajid – Wajid; Movie: Son of Sardar

No comments:

Post a Comment