Sunday, 29 July 2012

Jhallah...Wallah

Jiska naam jigar pe lagaye chot
Jiske jaane se bum phate
Atom bum…Ho jaye bisfot
Aashiqon ki hain shamat ya aafat hain
Chand pe bhi hain aayikayamaat hain

Aashiqon mein  jiska title Titanic
Oh aashiqon mein jiska title Titanic
Muah  kinara dikha kar ke duba de gaya
Jhalla mera aashiq jhalla wallah
Mera balma jhallah  wallah
Mera jhallah wallah wallah

Humne samjha tha Golden Jubillee jise
Hann humne samjha tha Golden Jubillee jise
Who toh Matinee dikha kar ke chumma le gaya
Jhalla ….

Mehfil sajjanon ki gentlemenon ki hain
Bewada koe ho janyen toh aaye mazza
Nazron se peeni mein kya gunah hain
Bakhuda kaise peete ho ruh afshan
Jisse lover ki khabar paaron mein
Dil breaking news uskon sunaye koe
Kaise nazar ki kamar ka ratta lagaye
Usko meri geometry bhi dikhaye koe
Jhalla….
Kya bataen….jise sanam maan kar shab bhar maren
Haye jisko sanam maan kar shab bhar maren
Who kameena subah hote phur ho gaya
Jisko  mohabbat ka teacher kehte rahen
Who phattecher ek lesson mein fail ho gaya
Haan kaske jean pant gentleman ho jo bane
Raat bhar payjame  se ladta raha
Hum jagate rahe dil jalate rahe
Who jamai rajai mein lagata raha
Jhalla…..

Jhalla wallah wallah wallah
Haan mera hero mera aashiq
Mera majnu mera saiyan
Mera balma wallah hain
Mera jhalla wallah hain hain
Hero aashiq jhalla wallah
Jhallah…jhallah…jhallah
Wallah..wallah..wallah
Jhallah….
Singer: Shreya Ghoshal; Lyrics: Kausar Munir; Music: Amit Tribedi

Monday, 23 July 2012

Satyamev Jayate

Tera rang aisa chad gaya , Koe aur rang na chad sake
Tera naam seene par likha, har koe aake pad sake
Hain junoon hain, hain junoon hain,
Tere ishq ka yeh junoon hain
Rag rag mein ishq tera daudta
Yeh bawran sa khoon hain
Tune hi sikhaya, sanchaeyon ka matlab
Tere paas aake jaana, maine zindagi ka maqsad
Satyamev, Satyamev, Satyamev Jayate….

Tere nor ke dastur mein, na ho salwatein na shikan rahe,
Meri koshishen toh hain bas yahen, rahein khusbooyen gulshan rahen
Tere zulph suljhane chala, tere aur paas aane chala
Jahan koe sur na ho besura, who geet mein gane chala
Tera rang aisa chad gaya, tha nasha jo aur bhi bad gaya
Tere barishon ka karam hain yeh, mein nikhar gaya, mein sawar gaya
Jaisa bhi hun apna mujhe, mujhe yeh nahin hain bolna
Qaabil tere mein ban sakun, mujhe dwaar sisa kholna
Sanson ki is raftar ko, dhadkan ke is tyohar ko,
Har jeet ko, har haar ko, khud apne is sansar ko
Badloonga mein tere liye

Mujhe khud ko bhi hain tatolna, kahin hain kami toh hain bolna
Kahin daag hain toh chupayen kyun, hum saach se nazren hatayen kyun
Khud ko badalna hain agar, badloonga mein tere liye
Sholon pe chalna hain agar, chal dunga mein tere liye
Mere khoon ke har boond mein, sankalp ho tere pyar ka
Kato mujhe toh tu bahe, ho surkh rang har dhar ka
Satyamev…Satyamev …Satyamev Jayate

Singer: Ram Sampath and Keerthi Sagathia; Lyrics: Prasoon Joshi; Music: Ram Sampath;

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu

Zara si dil mein de zagah tu
Zara sa aapne le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yadon mein basa

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hun tujhpe
mere jaan bepanah
wohhh ooooo….

Main tere mein tere
Kadmon  mein rakh dun yeh jahan
Mera ishq diwangi
Hai nahin, hain nahin
Ashiq koe, mujh sa tera
Tu mere liye bandage
Main chahun tujhko….

Keh bhi de, keh bhi de
Dil mein jo hain chupa
Khwahish jo hain tere
Rakh nahi, rakh nahin
Parda koi mujse haye jaan
Kar le tu mera yakin
Main chahun tujhko…..
Singer: KK; Lyrics:Syeed Quadri; Music:Pritam

Thursday, 19 July 2012

Kuch To Log Kahenge

Kuch to log kahenge logon ka kaam hain kehna
Chodo bekar ki baton mein kahin beet na jaye raina

Kuch reet jagat ki aisi hain
Har ek subah ki sham hue
Tu kaun hain tera naam hain kya
Sita bhi yahan badnaam hue
Phir kyun sansar ki baton se
Beeg gaye tere naina
Kuch to log kahenge….

Humko jo taane dete hain
Hum khoye hain in rangraliyon mein
Hum ne unko bhi chup chup ke
Aate dekha inhi galiyon mein
Yeh sanch hain jhooti baat nahin
Tum bolo yeh saach hain na
Kuch to log kahenge

Singer: Kishore Kumar; Lyrics: Anand Bakshi; Music: R.D. Burman






Chingare Koe Bhadke

Chingare koe bhadke toh sawan use bujhaye
Sawan jo agan lagaye, use kaun bujhaye
Patjhad jo bag ujade, who bag bahar khilaye
Jo bag bahar mein ujde use kaun khilaye?

Hum se mat puncho kaise, mandir tuta sapno ka,
Logon ki baat nahin hain, yeh kissa hain aapno ka,
Koe dushman teiss lagaye, toh meet jiya bahalaye
Man meet jo ghav lagaye, use kaun mitaye?

Naa jane kya ho jata, jane hum kya kar jaate
Peete hain toh zinda hain, na peete toh mar jate
Duniya jo pyaasa rakhe, toh madira use bujhaye
Madiraa jo pyaas lagaye, use kaun bujhaye?

Maana toofan kea age, nahi chalta zor kisika,
Maujon ka dosh nahin hain, yeh dosh hain aur kisi ka
Majhdhar mein naiyan  dube, toh majhi paar lagaye
Majhi jo nav duboye, use kaun bachaye?

Singer: Kishore Kumar; Lyrics: Aanad  Bakshi; Music: R.D. Burman

Wednesday, 18 July 2012

Duriyan Bhi Hain Zaroori

Thodi thodi guzren pakad kabhi taza se hawayen
Saate saate se yeh rishten apni  bahon ko failayen
Mera man, toh bas gunguna na chahe
Uska man, khul ke geet gana chahe
Muskurayon, toh who khilkhilana chahe
Hai ziddi yeh badi mazburiyan bhi
Dooriyan bhi hain zaroori, bhi hain zaroori, zaroori hain yeh duriyan

Zyada nazdikiyon mein duriyon ke hote hain isharen
Hum to lehron ko chakhna na meethe nahin pani hain yeh khare
Love kahe, mere paas tum na aana,
Dur se achha hain tim timana
Varna adh mein hoga dard-e-jaana
Hain ziddi yeh…..

Main toh aise barish hun
Jo teen ki chat pe khud hi barsen
Who kuar dhimi rut ki baras na paye
Chod ke tarse, dono barse,
Par sang sang kahan hani, thodi duri se
Zindagi aasan hain, meri duniya aur uska bhi zahan hain
Hain ziddi yeh …..

Singer: Vishal Dadlani and Monica Dogra; Lyrics: Prasoon Joshi; Music: Vishal -Shekhar

Tuesday, 17 July 2012

Hua Chokra Jawan Re

Hua chokra jawan re….
Are  chuja chu chu karta hain, galiyon aur chaubaron mein
Pheka phaki karta phere tut oh apne yaaron mein
Pheenka bhagi kuch nahin, sach baat jo bayan ki
Dahad hain jawan ki mardangi mastan ki
Oye, ab tub hi maan le, nainon ke jam de,
Oh aaja re aaja re aaja
Hua chokra jawan re ….

Hann mere munna, (munna!), baat sunn na,
Yeh jawani nahin koe khilouna
Pehle javon, sekhke aayo
Pyase nainon  ke, pyas ko bujhana,
Oye, tabhi to tabhi to tabhi to hoga who chokra jawan re….

Oh Chand baby, jo chance degi, (Kyun dun?)
Pyaas kya hain main bhuk bhi mita dun
Who humree sekhee, aur sekhaye
Nain kya hain pure taan ko mein bhega dun
Oh aaja re aaja re aaja…hua chokra jawan re….

Door ho gayi hun main tere letarani se
Thaam le kalaye use ko jawan manun main
Oh din dahade, aa tujko tujhe se aa chuda lun main (chal chal bahut dekhe#)
Danke ki chot pe, haan seena thok ke
Aaja re aaja re aaja hua chokra jawan re…(Kya gata hai**)

Oh  chujja chu chu karta hain
Dahad hain jawan ki
Arrey phenka phanki karta hai
Mardangi mastan ki
Karne pe jo aayun sagar mein barsayun
Baton ke badsha barsa ke toh dekha
Beh jayegi deewani tere mast jawani
Bhadke gi chingari, laptegi chingari
Haye tere yeh aada, mein ho gaya fida
Chal tu sach mein jawan na hona mujhse juda
Main fida fida fida
Na hona mujhse juda
Ho main fida fida
Na hona mujhse juda
Ho main fida main fida
Na hona mujhse juda
Aaja re aaja re aaja hua chokra jawan re…

Singer: Vishal Dadlani & Sunidhi Chauhan; Music : Amit Trivedi; Lyrics :Kausar Munir

Thursday, 12 July 2012

Chikni Chameli

Bichhu mere naina, badi zehrili ankh mare
Kamsin kamaria saalli ek thumke se lakh mare
Note hazaron ke khulla chutta karane aaye
Husn ki tilli se bidi chillam jalane aaye
Aaye chikni chameli ghar se akele pawwa chadake aaye

Jungle mein aaj mangal karungi mein
Bhukhe sheron se khelungi mein
Makhan jaise hatheli pe jalte  angare le lunge mein
Gahre pani ke machli hun raja
Ghat ghat dariya mein ghume hun mein
Tere nazron ke lehron se har ke aaj dube hun mein
Hoye jaanlewa jalwa hain
Dekhne mein halwa hain
Pyar se paros dungi toot le zara
Ye toh trailer hain puri film dikhane aaye
Husn ki tilli se bidi chillam jalane aaye
Aayi chikni chameli….

Banjar basti mein aayi masti aisa namkeen chehra tera
Meri niyat pe chadke chute nah ain rang gahra tera
Jouban ye mere kainchi hain raja
Sare pardon ko katungi mein
Shamein mere akeli hain aaja sang tere batungi mein
Haain, baton mein ishara hain zism khel sara hain
Baton mein ishara hain zism khel sara hain
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Chum ke zakhmon ko thoda mallam lagane aaye
Husn ki tilli se biddi chillam jallane aaye
Aayi chikni chameli…..

Singer: Shreya Ghoshal; Lyrics: Amitabh Bhattacharya; Music: Ajay-Atul

Monday, 9 July 2012

Khwaja mere Khwaja

Khwaja jii …, khwaja…
Ya garib nawaj, ya Moinuddin, ya khwajaji

Khwaja mere khwaja…dil mein sama ja
Shahho ka shah tu ali ka dulara
Khwaja mere khwaja…dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer tune hain sawari
Khwaja ….

Tere darbar mein khwaja, sar jhuka te hain auliya
Tu hain unalwali khwaja, rutba hain pyara
Chahne se tujhko khwajaji, Mustafa ko paya
Khwaja….

Mere peer ka sadka….aaaa…
Hain mere peer ka sadka tera daman hain thama
Khwajaji
Tali har bala humari, chaya hain khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak, toh kum hain ae mere khwaja
Tere kudmon ko mere rehnuma nahin chodna gawara
Khwaja……
Music & Singer : A.R.Rehman; Lyrics : Javed Akhtar

Saturday, 7 July 2012

Teri Meri

Teri meri, meri teri, prem kahani hain mushkil,
Do labjon mein ye, bayan na ho paye,
Ik ladka Ik ladki ki, hain ye kahani nayi
Do labjon mein ye bayan na ho paye

Teri meri……
Ik duze se hua juda jab ik duze ke liye bane
Tere meri…..

Tumse dil jo lagaya, toh jahan maine paya,
Kabhi socha na tha yeh, Milon dur hoga saya
Kyun khuda tune mujhe aisa khab dikhaya
 jab hakikat mein usse todhna tha …..aaa..
Ik duze se hua juda…..Teri meri…

Teri meri, meri teri,
Baanton ka har lamha, sabse anjana,
Do labzon mein ye bayan na ho paye
Har ehsans mein tu hain,
Har ek yaad mein tera afsana
Do labzon mein ye bayan na ho paye…Aaa…

Saara din bit jayee, saare raat jagaye
Bus khyal tumhara, lamha, lamha tadpaye,
Ye tadap kah rahe hain, mit jaye fasle yeh,
Tere mere darmiyan jo hain saare….Teri meri ….
Singer : Rahat Fateh Ali Khan & Shreya Ghoshal; Lyrics: Shabbir Ahmed; Music Himesh Reshamiya

Wednesday, 4 July 2012

Paani Da

Paani da rang vekh ke, hai
Aankhiyan jo anju rul de
Mahiya na aaya mera, Mahiya na aaya,
Raanjhana na aaya mera, Mahiya na aaya,
Aankha da nor vekh ke,
Aankhiyan jo anju rul de

Kamli ho gayi tere bina,
 aaja ranjhan mera
Barish barkha sab kuch veh gaya,
aaya nahi jind mere
Aankha da nor vekh ke……

Kothe utte baihke, aankhiyan milaunde
Na jaana main tu kabhi chod,
Tere utte marda, pyar tainu karda
Milega  tujhe na koi aur
Tub hi aa..sabko chod ke
Aankhiyan jo anju rul de

Paani da rang vekh ke, hai …..

Singer: Aayushman Khurrana;  Music: Abhishek –Akshaya;