Bichhu mere naina, badi zehrili ankh mare
Kamsin kamaria saalli ek thumke se lakh mare
Note hazaron ke khulla chutta karane aaye
Husn ki tilli se bidi chillam jalane aaye
Aaye chikni chameli ghar se akele pawwa chadake aaye
Jungle mein aaj mangal karungi mein
Bhukhe sheron se khelungi mein
Makhan jaise hatheli pe jalte angare le lunge mein
Gahre pani ke machli hun raja
Ghat ghat dariya mein ghume hun mein
Tere nazron ke lehron se har ke aaj dube hun mein
Hoye jaanlewa jalwa hain
Dekhne mein halwa hain
Pyar se paros dungi toot le zara
Ye toh trailer hain puri film dikhane aaye
Husn ki tilli se bidi chillam jalane aaye
Aayi chikni chameli….
Banjar basti mein aayi masti aisa namkeen chehra tera
Meri niyat pe chadke chute nah ain rang gahra tera
Jouban ye mere kainchi hain raja
Sare pardon ko katungi mein
Shamein mere akeli hain aaja sang tere batungi mein
Haain, baton mein ishara hain zism khel sara hain
Baton mein ishara hain zism khel sara hain
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Chum ke zakhmon ko thoda mallam lagane aaye
Husn ki tilli se biddi chillam jallane aaye
Aayi chikni chameli…..
Singer: Shreya Ghoshal; Lyrics: Amitabh Bhattacharya; Music: Ajay-Atul
No comments:
Post a Comment