Monday 9 July 2012

Khwaja mere Khwaja

Khwaja jii …, khwaja…
Ya garib nawaj, ya Moinuddin, ya khwajaji

Khwaja mere khwaja…dil mein sama ja
Shahho ka shah tu ali ka dulara
Khwaja mere khwaja…dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer tune hain sawari
Khwaja ….

Tere darbar mein khwaja, sar jhuka te hain auliya
Tu hain unalwali khwaja, rutba hain pyara
Chahne se tujhko khwajaji, Mustafa ko paya
Khwaja….

Mere peer ka sadka….aaaa…
Hain mere peer ka sadka tera daman hain thama
Khwajaji
Tali har bala humari, chaya hain khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak, toh kum hain ae mere khwaja
Tere kudmon ko mere rehnuma nahin chodna gawara
Khwaja……
Music & Singer : A.R.Rehman; Lyrics : Javed Akhtar

No comments:

Post a Comment