Friday, 28 December 2012

Pad Gaye Ji

Tere palkon ki udhare mein, bik gaye
Kho baithe dil, tere dil mein, tik gaye
Chap gaye khabar, yeh akhbar mein
Pad gaye ji …pad gaye ji
Hum pad gaye,Tere pyar mein
Tere pyar mein (2)

Tere sanson ki, rajayi mein chip gaye
Ho Dua tere, hum takiyen pen likh gaye
Ho gaye sahar isse izhar mein (2)
Pad gaye ji….

Haya sharam se chodi humne aisi yaari
Ki jalti hain jo dekhti hain class sari (2)
Deewaron par bhi likh diya tera naam
Hum toh ji takh rahe khule aam
Keh rahe hain bhare bazaar mein (2)
Pad gaye ji…

Khil hi jaati hun ji main dhoop si summer mein
Jo rengti hain ungliyan tere kamar mein (2)
Teri hi sang beh rahi mahene saal
Hum toh ji taang liye tere naal
Mil gaye dagar majhdhar mein (2)
Pad gaye ji….

Singer: KK, Sunidhi Chauhan; Lyrics: Luv Ranjan; Music: Hitesh Sonik; Movie: Akash Vani

Thursday, 13 December 2012

Saiyaraan

Aasman tera mera hua
Khwabon ki tarah dhuan dhuan
Aasman tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan
Jaaye jahan tu jaye
Paye mujhe hi paye
Saaye yeh mere hain  Tujhmein samaye
Saiyaran mein saiyaran
Saiyaran tu saiyaran
Sitraron ke jahan mein milenge ab yaara

Tu jo mila, toh yun hua
Ho gayi puri adhuri si dua
Tu jo gaya, toh le gaya
Sang tere mere jeene ki har wajah
Ho jayee jahan tu jayee
Payee mujhe hi payee
Sayee yeh mere hain tujhmein samaye
Saiyaaran…..

Tum  pe miti, tumse bani
Tumse hua hain,  haan khud pe yakin
Tu jo nahin, toh na sahi
Main hoon yahan toh, tu hain yahin kahin
Ho jayee jahan tu jayee……

Singer: Mohit Chauhan & Tarannum Malik;  Lyrics: Neelesh Misra; Music: Sohail Sen; Movie : Ek Tha Tiger

Saturday, 8 December 2012

Saanu Velle Kehnde

Motoron mein dinkchink dinkchik, gedi- shedi mare
Fursaton ko dhuyan dhuyan, karke sham udda de
Kar rahe badmashiyan, bole uncle auntyan
Apni aisi yariyan, duniya pe mitti paye
Saanu velle kehnde,saanu ki
Assi  kehnde rehnde, saanu ki
Mera shinning shinning future sadda bright si
Saanu ……..Assi…..
Hoe mitraan de toh sab kuch to all right si

Tadi tadi apne aisi hain
Ke tuk-tuk sare dekhengey
Badi-badi ankhen kholengey
Deewana humko bolengey
Yaar hain apne favour mein
Ghume hain phir toh tevar mein
Change sariyan, apne yariyan hain forever hoe
Botolon mein peg-sheg dalon, karobar banate
Vekhengey hum tota-shotta, peeke do patiyaale
Sanu velle kehnde….

Dil mein toppe chaltii hain
Dhadkan goten khati hain
Vaarey nyarey  hote hain
Jab humse ankh ladd jate hain
Karti hain kissi-vissi oye,
Kehti hain miss-you,miss-you oye,
Dil ko haartee, jaan saartee sab muteyare hoe
Ladkiyon ke mede-tede, gaddi tez chalakey
Karte hain hum hello – bye-bye, poon –poon horn bajake
Sanu velle kehnde sanu ki…….

Singer : Vishal-Shekhar ; Lyrics: Anvita Dutta Guptan ; Music: Vishal-Shekhar ;
Movie: Student of the Year

Monday, 26 November 2012

Jiya Lage Na

Mann tera jo rog hain
Mohe samajh na aaye
Paas hain jo sab chod ke
Dur ko paas bulaye
Jiya lage na
Tum bin morah jiya lage na(3)

Kya jaane kyun hain
Kya jaane kaisi andekhi si dor hain
Jo khechti hain jo le chali hain
Ab yun mujhe teri ore
Ho..main anjaani hun who kahani
Hogi na jo puri (2)
Paas aaoge toh paoge (2)
Phir bhi hain ik doori
Jiya lage na…

Mann ab tak jo bujh na paya
Tum wooh paheli ho
Koi na jaane kya wooh rahasya hain(2)
Jiski saheli ho
Ho…main muskaun sabse chupayun
Vyakul hun din raen (2)
Ho…kab se na aaye nainon mein nindiya (2)
Mann mein na aaya chain
Jiya lage na.....
Singer: Sona Mohapatra & Ravindra Upadhyay; Lyrics: Javed Akhtar; Music :Ram Shampath; Movie: Talash

Sunday, 25 November 2012

Yeh Jo Halki - Halki Khumariyan

Yeh jo halki halki khumariyan
Hain muhabbaton ki taiyarian
Aaaa

Kaise kahun kaise bhala roke tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se
Peeta jayun main toh yaara teri inn mehki nigahon se haye
Teri inn mehki nigahon se
Ab jo galat thaa who bhi sahi hain
Behosh bhi hun pee bhi nahin hain
Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumarian
Hain muhabbaton ki tayyarian
Hain muhabbaton ki tayyarian
Yeh jo halki halki khumarian
Kaise kahun kaise bhalla roke tu …..

Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume (2)
Uff tere shaitaniyan
Sarr pe chaddana inhe itna banaya inhe
Uff  hue deewaniyan
Mujhpe yeh hasti hain
Yeh zulfe kyun mere tarah mazti hain
Ab jo galat thaa wohh bhi sahi hain …

Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de (2)
Jo kisi ko na diya ho
Mujhe wohh innaam de de
Tere aarzoo karun main
Tere khwab main sajayun
Hote job hi aashique ke
Mujhe saara kaam de de
Ho saare kamon ka
Hai jo hardaana
Pee lana paimana
Aankhon aankhon mein
Jo maine socha yeh
Jo maine chaha yeh
Chala jaye na koe door na re na re na
Ab jo galat thaa wohh bhi sahi hain….

Singer : Rahat Fateh Ali Khan; Lyrics: Irshad Kamil; Music: Sajid – Wajid; Movie: Son of Sardar

Monday, 12 November 2012

Kyun Main Jagoon

Kyun Main Jagoon
Mujhe yunhin karke khwabon se juda, Jane kahan chupke baitha hain khuda
Janu na main kab hua, Khud se gumshuda
Kaise jiyu, ruh bhi mujhse hain juda

Kyun meri rahen mujhse poonche  ghar kahan hain
Kyun mujhse aake, dastak poonche dar kahan hain

Rahen aise jinki manzil hi nahin
Dhondo mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hain kahin aur dhadkan hain kahin
Ssansen hain magar kyun zinda main nahin

Ret bani hathon se yun beh gayi,
 Taqdeer meri bikhri har jagah
Kaise likhyun phir se nayin dastan
Gam ki syahi dikhti hain kahan
Rahen jo chuni hain mere thii razza
Rehta hoon phir kyun khud se hi khafa
Aise bhi hue thii mujhse kya khata
Tune jo mujhe di jeene ki saazaa
Bande tere maathe pe hain jo khiche
Bas chand lakeeron jitna hain jahan
Aanson mujhko mita keh rahe
Rabb ka hukkum na mitta hain yahan
Rahen aise jinki manzil hi nahin
Dhondo mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hain kahin aur dhadkan hain kahin
Ssansen hain magar kyun zinda main nahin

Kyun main jagoon aur wooh sapne booo rahan hain
Kyun mera rab yun
Aankhen khole so raha hain
Kyun main jagoon

Monday, 5 November 2012

Phir Le Aaya Dil

Phir le aaya dil majboor kya keeje
Raas na aaya rehna door kya keeje
Dil keh raha use makammal kar bhi aaoo
Wo jo adhuri si baat baki hain

Karte hain hum aaj Kabul kya keeje
Ho gaye thii jo humse bhul kya keeje
Dil keh raha use mayassar kar bhi aao
Who jo dabi si aas baaki hain

Kismet ko hain yeh manjoor kya keeje
Milte rahen hum badastoor kya keeje
Dil keh raha hain use musalsal kar bhi aao
Who jo ruki si chah baki hain
Singer: Arijit Singh; Lyrics: Sayeed Quadri; Music : Pritam; Film: Barfi

Sunday, 4 November 2012

Jiya Jiya Re

Chale re chale re
Junoon ko liye
Katra, katra lamho ko diye
Pinjre se udaa dil ka shikra
Khude se maine ishq kiya re
Jiya jiya re jiya re…..

Choote chote lamho ko
Title jaise pakdo toh
Hathoon mein rang reh jaata hain
Pankho se jab chodo toh
Waqt chalta hain
Waqt ka magar rang uttar ta hain Akira
Udte udte phir ek lamha
Maine pakar liya re
Jiya jiya re….

Halke halke pardon mein
Muskurana achha lagta hain
Roshni jo deta ho toh
Dil jalana achhhaa lagta hain
Ek pal sahi, umr bhar issey saath rakhna Akira
Zindagi se phir ek wada maine kar liya re
Jiya jiya re jiya re….
Chali re chali re….

Music: A.R.Rehman;  Lyrics: Gulzar; Singer: Neeti Mohan; Film :Jab Tak Hain Jaan

Thursday, 1 November 2012

Raabta

Kehte hain
Khuda ne iss jahan mein
Sabhi ke liye kisi na kisiko hain
Bannaya har kisi ke liye
Tera milna hain us rabb ka ishaara
Mano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hain tujhse raabta kuch toh hain tujh se raabta
Kaise hum jaane humne kya pata kuch toh hain tujhse rabbta
Tu humsafar hain, phir kya phikar hain
Jeene ki wajah hi yahi, marna isse ke liye
Kehte hain….

Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya
Guzarta sa lamha ek damman bhar gaya
Tera nazaara mila, roushan sitara mila
Taqdeer ki kastiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hain jaise zindagi ke liye
Teri saubaat mein duaayen hain ussi ke liye
Tera milna hain us rabka ishaara
Mano mujko banaya tere jaise hi kise ke liye
Kehte hain…
Lyrics: Amitabh Bhattacharya; Singer: Shreya Ghoshal; Music :Pritam

Friday, 12 October 2012

Chup Chup Ke Milta Nahin

Pehle kabhi hua karti thi,  dil se meri dosti
Pehle kabhi raha karta thaa, yeh dil mere paas hi,
Phir hua isse jaane kya, mujhko hua na khabar,
Mera sab kuch le gaya, mujh se bachha ke nazar,
Kehne ko hain mera, par mere sunta nahin,
Kahin yeh tere dil se toh, chup chup ke milta nahin,
Nahin toh mere seene se yeh dil nikalta nahin.

Kuch iss tarah milta hain jaise ajnabi,
Aur mere iss halat pe khata taras bhi nahin,
Jaane kiske dhang mein, khud ko hain dhale huey,
Mere kitne hi raaz hain, khud mein sambhale huey,
Par iske raaz hain, mere liye raaz hi,
Kahin yeh tere dil se toh chup chup ke milta nahin….

Film: Rush; Singer: Shaan; Music: Pritam

Wednesday, 10 October 2012

Hale - Dil - Tujhko - Sunata

Hey kash kash yun hota,
Har sham saath tu hota,
Chup chap dil na yun rota,
Har sham saath tu hota,
Guzara ho tere bin guzara,
Ab mushkil hain lagta,
Nazara ho tera hi nazara,
Ab har din hain lagta

Hale dil tujhko sonata,
Dil agar yeh bol pata,
Bakhuda tujhko hain jaata jaan,
Tere sang jo pal bitata,
Waqt se main who mang lata
Yaad karke muskurata haan….wooooo….

Tu mere raah ka sitara, tere bina  hun mein  aawaran
Jab bhi tanhayi ne sataya, tujhko besaakhta pukara
Chaahat hain mere laa fannaa, par meri jaan dil mein hun rakhta..haaann
Hale dil….

Khwaboon ka kab tak loon sahara, ab toh tu aaja khudara
Meri yeh dono pagal aankhen, har pal mange tera nazara
Aa samjhayun inko kis tarah, inpe mera bas nahin chalta…haann…
Hale dil….
Singer: Harshit Saxena; Lyrics: Sayed Qadri; Music:Harshit Saxena;

Friday, 28 September 2012

Khwahishen

Khwahishon ka chehra kyun
Dhundla sa lagta hain
Kyun anginat khwahishen hain
Khwahishon  ka pehra kyun thera sa lagta hain
Kyun yeh galat khwahishen hain
Har mod par phir se mud jaate hain
Khilte hua pal mein murjhati hain
Hai besharam phir bhi sharmati hain kwahishen
Zindagi ko dheera dheere dasti hain kwahishen
Aansun ko peete peetee, hasti hain kwahishen
Uljhi hue kashmakash mein, umar kaat jaati hain

Aankh mich jaye jo ujjalon mein
Kis kaam ki aise roushni
Ooo bhatka ke nalaye jo kinaron pe
Kis kaam ki aisi kashti
Aandhi har dhere se laatti hain
Vaada kar dhoka de jaati hain
Muh pher hass ke chiddhati hain kwahishen
Zindagi ko……

Singer: Shreya Ghoshal; Lyricist:Irfan Siddiquie; Music: Salim – Suleman

Monday, 24 September 2012

Ishq Wala Love

Surk wala, sauz wala, faiz wala love
Hota hain jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Hua zo dard bhi kabhi toh aaj kuch zyaada hua
Yeh kya hua kya khabar yehi pata hain zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua magar mujhko zyada hua
Ishq wala love

Meeri neend jaise pehli baar tutti hain
Aankhen band kar ke dekhi hain maine subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love

Jhanke  badalon ki jaali ke peche se
Kare chandni yeh mujhko ittala
Leke nor saara chand mera yahin pe hain chhupa chhupa hua
Ishq wala love….Hua jo dard bhi kabhi toh aaj kuch zyada hua …..

Jo aisa hota ,  Jo milte tum ho jaate gum saath mere
Hote hote hoga samjhaye hum tham jaye tum
O dil mere,   Toota zyada zyada taara jab gira
Zaara zyada zyada mangu dil tera
Kabhi zyada zyada mane na dil yeh sarphira
Ishq wala love…..Hua jo dard bhi kabhi toh aaj kuch zyada hua …..
Singer:Shekhar, Salim Merchant, Neeti Mohan;  Lyrics: Anvita Dutta;  Music: Vishal-Shekhar

Tuesday, 18 September 2012

Iss dil ka mein kya karun

Dil yeh mera bas mein nahin
Pehle kabhi aisa hota thaa nahin
Tu hi bata …iss dil ka mein.. ab kya karun
Hmm.. Kehne pe chalta nahin
Kuch dinon se meri bhi suntan nahin
Tu hi bata is dil ka mein ooh uff main kya karun
Main kya karoon….

Karta hai aawargi
Iss pe toh dhun  chadhi, hai pyar ki,
Naa jaane gum hain kahan?
Baton mein hain pada, bekaar ki
Ulti ye baat hain, aise  halat hain
Galti kare yeh mein bharun
Uff dil ka kya karun…Main kya karun…..

Dil  pe mera,kabuu nahin
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahin
Tu hi bata iss dil ka mein ab kya karun
Hmm…kehne pe chalta nahin
Kuch dinon se , meri bhi sunta nahin
Tu hi bata is dil ka mein ohhh uff mein kya karun

Mein kya karun….
Singer: Nikhil Paul George; Lyricist: Aashish Pandit; Music: Pritam

Monday, 17 September 2012

Abhi Abhi

Abhi abhi toh mile ho, abhi na karo chootne ki baat
Abhi abhi toh pasand aaye ho, abhi abhi roothne ki baat
Abhi abhi toh roushni aaye, abhi na karon muh chupane ke baat
Abhi abhi zindagi shuru hain, abhi abhi tham jane ki baat

Hum toh hare mahiya re, moonde naina, neend tihare

Tere bazuyon mein mere chahate samaye
Tere dhaadkano ko mere dhadkane sunaye
Tere khwahisho se mere khwahishe riha hain
Tere karwaton se mere daastan bayan hain
Kya sukoon, kya junoon, humnawa…..

Abhi abhi dil ke suni hain, abhi na karon zamane ki baat,
Abhi abhi baatein ruki hain, abhi abhi dohrane ki baat,
Abhi abhi aawargi aayi, abhi na karon sambhalne ki baat,
Abhi abhi zindagi shuru hain, abhi na karon tham jane ki baat

Who subah toh bewajah ho ke gujre bin tumhare jiski raat

Tere bazuyon mein mere chahate samaye……

Hum toh hare mahiya re, moonde naina, neend tihare………..

Singer: KK, Lyrics: Arko & Munish;  Music: Arko

Saturday, 15 September 2012

Ishaqzaade

Ik aur badne lage jo,Ik dor bandne lage jo
Ik shor karne lage jo do dil
Ik chal chalne lage jab, Ik dhal dhalne lage jab
Ik thal chakne lage jab do dil
Judne lage lage  do dilon ke jab kinare
Udne lage
Ishaqzaade ….

Hoo…dil pe job hi bair beeta
Dil pe job hi bair beeta, tere khair pe vaar diya
Jal jala kar job hi jeeta, tere pyar pe haar diya
Humko khud mein shamil kar le, ab toh khud ke kabil kar le
Rang tumhare….rang jayenge, Sang tunhare ….sang jayenge
Ishaqzaade….

Hoo…seele seele sapne apne
Seele seele sapne apne, pyar ke dhoop se sokhenge
Neele naino ke do nehre, dil ke bandh se rokenge
Khaak se khwabon ko bun le, raakh se bhi khushiyan chun le
Bhujte jalte, chalte jaye, girte uthte barte jaayen
Ishaqzaade….

Singer: Javed Ali; Lyrics: Kausar Munir; Music: Amit Trivedi

Thursday, 2 August 2012

Khudaya

Rehmat khuda kar zara ik dafa
Dil dene ka keh zara falsaafa
Yeh nacheez ik cheez uski mange hain tujhse
Khudaya tu bata, kahan uska pata…pata karun?
Main uske bina be-pata hun
Be-pata, be-pata,bepata hun

Tezz kyun befiqar man dhundal ke melu aaye
Lamho ke is bheed mein
Mujhko pal de fursat ke
Madmast kambakht fikren dikhayen…oh itrayen

Bas ik khayal uska dil ki fitrat badal de
Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaha usey shidaton se yun toot kar ke
Who kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke
Khudaya …….

Singer: Shekhar Ravziani, Raja Hasan; Lyrics: Neelesh Misra; Music: Vishal - Shekhar

Sunday, 29 July 2012

Jhallah...Wallah

Jiska naam jigar pe lagaye chot
Jiske jaane se bum phate
Atom bum…Ho jaye bisfot
Aashiqon ki hain shamat ya aafat hain
Chand pe bhi hain aayikayamaat hain

Aashiqon mein  jiska title Titanic
Oh aashiqon mein jiska title Titanic
Muah  kinara dikha kar ke duba de gaya
Jhalla mera aashiq jhalla wallah
Mera balma jhallah  wallah
Mera jhallah wallah wallah

Humne samjha tha Golden Jubillee jise
Hann humne samjha tha Golden Jubillee jise
Who toh Matinee dikha kar ke chumma le gaya
Jhalla ….

Mehfil sajjanon ki gentlemenon ki hain
Bewada koe ho janyen toh aaye mazza
Nazron se peeni mein kya gunah hain
Bakhuda kaise peete ho ruh afshan
Jisse lover ki khabar paaron mein
Dil breaking news uskon sunaye koe
Kaise nazar ki kamar ka ratta lagaye
Usko meri geometry bhi dikhaye koe
Jhalla….
Kya bataen….jise sanam maan kar shab bhar maren
Haye jisko sanam maan kar shab bhar maren
Who kameena subah hote phur ho gaya
Jisko  mohabbat ka teacher kehte rahen
Who phattecher ek lesson mein fail ho gaya
Haan kaske jean pant gentleman ho jo bane
Raat bhar payjame  se ladta raha
Hum jagate rahe dil jalate rahe
Who jamai rajai mein lagata raha
Jhalla…..

Jhalla wallah wallah wallah
Haan mera hero mera aashiq
Mera majnu mera saiyan
Mera balma wallah hain
Mera jhalla wallah hain hain
Hero aashiq jhalla wallah
Jhallah…jhallah…jhallah
Wallah..wallah..wallah
Jhallah….
Singer: Shreya Ghoshal; Lyrics: Kausar Munir; Music: Amit Tribedi

Monday, 23 July 2012

Satyamev Jayate

Tera rang aisa chad gaya , Koe aur rang na chad sake
Tera naam seene par likha, har koe aake pad sake
Hain junoon hain, hain junoon hain,
Tere ishq ka yeh junoon hain
Rag rag mein ishq tera daudta
Yeh bawran sa khoon hain
Tune hi sikhaya, sanchaeyon ka matlab
Tere paas aake jaana, maine zindagi ka maqsad
Satyamev, Satyamev, Satyamev Jayate….

Tere nor ke dastur mein, na ho salwatein na shikan rahe,
Meri koshishen toh hain bas yahen, rahein khusbooyen gulshan rahen
Tere zulph suljhane chala, tere aur paas aane chala
Jahan koe sur na ho besura, who geet mein gane chala
Tera rang aisa chad gaya, tha nasha jo aur bhi bad gaya
Tere barishon ka karam hain yeh, mein nikhar gaya, mein sawar gaya
Jaisa bhi hun apna mujhe, mujhe yeh nahin hain bolna
Qaabil tere mein ban sakun, mujhe dwaar sisa kholna
Sanson ki is raftar ko, dhadkan ke is tyohar ko,
Har jeet ko, har haar ko, khud apne is sansar ko
Badloonga mein tere liye

Mujhe khud ko bhi hain tatolna, kahin hain kami toh hain bolna
Kahin daag hain toh chupayen kyun, hum saach se nazren hatayen kyun
Khud ko badalna hain agar, badloonga mein tere liye
Sholon pe chalna hain agar, chal dunga mein tere liye
Mere khoon ke har boond mein, sankalp ho tere pyar ka
Kato mujhe toh tu bahe, ho surkh rang har dhar ka
Satyamev…Satyamev …Satyamev Jayate

Singer: Ram Sampath and Keerthi Sagathia; Lyrics: Prasoon Joshi; Music: Ram Sampath;

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu

Zara si dil mein de zagah tu
Zara sa aapne le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yadon mein basa

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hun tujhpe
mere jaan bepanah
wohhh ooooo….

Main tere mein tere
Kadmon  mein rakh dun yeh jahan
Mera ishq diwangi
Hai nahin, hain nahin
Ashiq koe, mujh sa tera
Tu mere liye bandage
Main chahun tujhko….

Keh bhi de, keh bhi de
Dil mein jo hain chupa
Khwahish jo hain tere
Rakh nahi, rakh nahin
Parda koi mujse haye jaan
Kar le tu mera yakin
Main chahun tujhko…..
Singer: KK; Lyrics:Syeed Quadri; Music:Pritam

Thursday, 19 July 2012

Kuch To Log Kahenge

Kuch to log kahenge logon ka kaam hain kehna
Chodo bekar ki baton mein kahin beet na jaye raina

Kuch reet jagat ki aisi hain
Har ek subah ki sham hue
Tu kaun hain tera naam hain kya
Sita bhi yahan badnaam hue
Phir kyun sansar ki baton se
Beeg gaye tere naina
Kuch to log kahenge….

Humko jo taane dete hain
Hum khoye hain in rangraliyon mein
Hum ne unko bhi chup chup ke
Aate dekha inhi galiyon mein
Yeh sanch hain jhooti baat nahin
Tum bolo yeh saach hain na
Kuch to log kahenge

Singer: Kishore Kumar; Lyrics: Anand Bakshi; Music: R.D. Burman






Chingare Koe Bhadke

Chingare koe bhadke toh sawan use bujhaye
Sawan jo agan lagaye, use kaun bujhaye
Patjhad jo bag ujade, who bag bahar khilaye
Jo bag bahar mein ujde use kaun khilaye?

Hum se mat puncho kaise, mandir tuta sapno ka,
Logon ki baat nahin hain, yeh kissa hain aapno ka,
Koe dushman teiss lagaye, toh meet jiya bahalaye
Man meet jo ghav lagaye, use kaun mitaye?

Naa jane kya ho jata, jane hum kya kar jaate
Peete hain toh zinda hain, na peete toh mar jate
Duniya jo pyaasa rakhe, toh madira use bujhaye
Madiraa jo pyaas lagaye, use kaun bujhaye?

Maana toofan kea age, nahi chalta zor kisika,
Maujon ka dosh nahin hain, yeh dosh hain aur kisi ka
Majhdhar mein naiyan  dube, toh majhi paar lagaye
Majhi jo nav duboye, use kaun bachaye?

Singer: Kishore Kumar; Lyrics: Aanad  Bakshi; Music: R.D. Burman