Friday 1 June 2012

Jab Jab Tere Pass Mein Aaya

Jab jab tere paas mein aaya,Ek sukun mila
Jise main that bhulta aaya,Who wajood mila
Jab aaye mausam gham ka tujhe yaad kiya
Jab sahme tanhapan se tujhe yaad kiya
Hmmm… dil sambhal ja zara phir mohabbat karne chala hain tu
Dil yun hi ruk ja zara, phir mohabbat karne chala hain tu
Aisa kyun kar hua, janu na mein janu na
Hooo ….Dil…

Jis raah pein, hai ghar tera
Aksar wahan se, haan mein hun gujra
Shayad yahin dil mein rahan,
Tu mujko mil jaye kya pata
Kya hain yeh, silsilla
Jaanu na mein janu na
Hooo….Dil ….

Kuch bhi nahin jab darmiyan
Phir kyun hain dil tere hi khwaab bunta
Chaha ki de tujko bhula
Par yeh bhi mumkin ho na saka
Kya hain ye mamla
Janu na mein janu na
Hoo…Dil…

Lyrics : Sayeed quadric; Singer: Mohammad Irfan; Music: Pritam

No comments:

Post a Comment