Saturday 16 June 2012

Kaisa ye Ishq hain, Ajab sa Risk hain

Koi bole Dariya hain, kaisa kaisa hai ishq
Koi mane sahra hain, kaisa kaisa hai ishq
Koi sone sa tole re, Koi matti sa bole re
Koe bole hain chande ka hain chuda
Hota aise hi mauke pe, Roka jaye na roke se
Achha hota hain, hota ye bura,
Kaisa yeh ishq hain, Ajab sa risk hain

Mushqilon mein ye daale, job hi chahe kara le
Badle ye dilon ke faisle,
Mann ka mauji, Ishq to ji, Albele rahon pe le chale
Koe peche na aage hain, phir bhi jaane kyun bhage hain
Maara ishq ka, ishq ka dil mera
Iske uske ye hisse mein, tere mere ye kisse mein
Maula sikhe bin sikhe bin de sikha
Kaisa ye ishq hain …

Naina laage toh jaage, bina dore ya dhage
Bandhte hain do naina khwab se
Na aata ho na pata ho kore naino mein koe aa base
Ishq uska na iska hain, jane kitna hain kiska hain
Kaise bhasha mein, bhasha mein hain likha
Iske uske ye hisse mein, tere mere ye kisse mein
Maula seekhe bin, seekhe bin de sikha
Kaisa ye ishq hain, Ajab sa risk hain.

Singer: Rahet Fateh Ali Khan; Lyrics: Irshad Kamil; Music: Sohail Sen

No comments:

Post a Comment