Monday 25 June 2012

Sadda Haq


Tum logon ki is duniya mein, Har kadam pe insaan galat
Mein sahi samajh ke job hi kahun, tum kehte ho galat, main galat hun to phir kaun sahi
Marzi se jeene ki bhi mein, kya tum sub ko arzi dun,
Matlab ke tum sub ka mujhpe, mujhse bhi zyada haq hein
Sadda haq, aithe rakh

Hain inn gaddaron mein, ya udharon mein,
Tum mere jeene ki aadat ka kyun ghot rahe ho dum,
Besaleeqa mein, uss gali ka mein,
Na jis mein haya, na jis mein sharam,
Mann bole ke rass mein jeene ka harzana duniya dushman
Sab beganna inhe aag lagana
Mann bole, mann bole, mann se jeena ya mar jana
Sadda haq….

O eco-friendly nature ke rakshak , mein bhi hun nature,
Rivazoon se, samajon se,
Tu kaate mujhe, kyun banten mujhe iss tarah
Kyun saanch ka sabak sikhaye, Jab sanch sun bhi na paaye
Sach koe bole to tu, niyam kanoon batayen
Tera darr, tera pyarr, tere bah ..tu hi rakhh (rakh sale)
Sadda haq….

Singer: Mohit Chauhan; Music :A.R. Rehman (Orianthi on Guitars); Lyrics: Irshad Kamil


No comments:

Post a Comment