Friday 8 June 2012

Tujhe Sochta hoon

Tujhe sochta hoon mein shyam o subah,
Isse jyada tujhe aur chahoon toh kya.
Tere hi khayalon mein duba rahan,
Isse jyada tujhe aur chahoon toh kya.

Bus saare ghum mein jaana,
 Sang hoon tere.
Har ek  mausam mein jana,
Sang hoon tere.
Ab itne intehan bhi, na le mere.

Meri dhadkanon mein hai tere sada,
Is kadar tu mere, ruh mein bas gaya.
Teri yaadon se, kab raha mein juda.
Waqt se punch le, Waqt mera gawah.

Tu mera thikana,  mera aashiyana.
Dhale shyam jab bhi,Mere paas aana.
Hai bahon mein rehna, kahin ab na jaana.
Hoon mahfuz inme, bura hain zamana.
AaaHaaa….Sang hoon tere ….

Singer: KK;  Lyrics: Sayed Qaadri; Music: Pritam

No comments:

Post a Comment